OwnSkin logo
To sign my guestbook, you need to signin first.
Cuming soon

RRAVI Guestbook

RRAVI  (12 years ago)
Tujhi ko apne Dil Me Basaya Or Bsaya
Kuch B Nahi

Jidher Dekha udher Tu Hi Nazer aya or Nazer aya
Kuch B Nahi

Dunia walo Ne be-waja Badnaam kr dia
MainNe bus Tera Dil Churaya or Churaya
Kuch B Nahi

Bus Ek Tujhi ko Nahi khona Chahte the Hum Lekin
Hum Ne bus Tujhi ko Ganwaya or Ganwaya
Kuch B Nahi

Wo Jis ko Yad kiye Beghair Sote Nhi they Hum
Us Ne bus Hamein Hi Bhulaya or Bhulaya
Kuch B Nahi . . . .

RRAVI  (12 years ago)
Tareef us Khuda ki Jisne yeh Jahaan Banaya Shama Banake Tujhko, Parwaana Mujhe Banaya Aakhon mein samander banake, un ki hifazat karne palkon ka Khazaana mujhe Banaya Gulabon se lal hotho ko banake,izhaar-e-khamoshi ka intezaar muje banaya Zulfon ka Baadal banake tujhko, Us Ghata ka Pyaasa mujhe banaya Phoolon sa Komal banake Tujhko, Bhavron sa Pagaal Mujhe Banaya Khusboo se Mehka ke Tujhko, Tere Seene se Dhadakta Aachal mujhe Banaya Subah ki Shabnam banake Tujhko, Suraj ki Pehli Kiran mujhe Banaya Nasheela Jaam banake Tujhko, Behakta Paimaana Mujhe banaya Ed Ka Chaand Banake Tujhko, Tanhayi se Bhari Raat ka Intezaar Mujhe Banaya Husn Ki Malika Banake Tujhko, Us Husn ka Deewana mujhe Banaya Zindagi ki sabse haseen Ghazal Banake Tujhko, Us Ghazal ka Khushnuma Shayar Mujhe Banaya Tareef us Khuda ki Jisne yeh Jahaan Banaya Mera Khuda Banake Tujko, Tujh hi ko Mera Jahaan Banaya Tareef us Khuda ki Jisne yeh Jahaan Banaya!!!!!!
Najeeba73  (12 years ago)



Najeeba73  (12 years ago)



milenna  (12 years ago)





xammadx  (12 years ago)
!",غزل,"!

کب تک رھوگےآخر یوںدوردورھم سے,

ملناپڑےگاآخراک دن ضرورھم سے.

دامن بچانےوالے یہ بےرخی کیسی؟

کہدواگرھواکوئ قصورھم سے.

ھم چھین لیںگےتم سےیہ شان بےنیازی،

تم مانگتےپھروگے اپناغرورھم سے.

ھم چھوڑدیںگےتم سےیوںبات چیت کرنا,

تم پوچھتےپھروگے اپناقصورھم سے.

Najeeba73  (12 years ago)



Najeeba73  (12 years ago)



Najeeba73  (12 years ago)



Najeeba73  (12 years ago)





Home | English
Old OwnSkin Mobile
Login
Feedback/Help
©2009 http://m.ownskin.com